karbala hidayat e roshni
Utha ke hathon ko bargaha e Rab mein jo khud buland karey
Woh kon Rab hai jo eis abid (Haidar) ki dua ko rad karey
Bahut jangju gar hein zamaney mein Haider sa shuja dekha nahi
Jo quwat e iLahi se dar e Khaibar ko buland karey
Khatama haq hai jo daleel wajood maddi le jaye manzil ki taraf
Har wajood ki ibtida hai zindigi jo baldhey (move) fani ki taraf
Mot sheerin si lagey Qasim ko Dana karey usko qubool
Karbala maidan e tareeki hai jahan hota hai roshini ka nuzool
Jaffer Dana Kuzagari@blogspot.com 🌎
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں