Paramweshram kiya hai

  


Moj e samandar mein kishti ko sambhaltey dekha 

 Gumrah kishti ko kinarey pe pohunchtey dekha 

Chand sitaron ko itayat e safar kartey dekha 

Samandar ko ek kuzaiy mein na bhartey dekha 

La mahdood ko mahdood nahi hotey dekha 

Kessey samandar ko ek kuzaiy mein bhar saktey ho  

Kessey sitaron ke rastey badal saktey ho

Kessey La mahdood ko murti mein sama saktey ho 

 Apney paramveshram ko budh mein nahi budhdhi ki nazar se dekho 

  Uskey akaar ko suraj mein nahi suraj se bhari nazaron se dekho ..

 Tum khud hi ek Shanti ki murti mein badal jaao ge 

 Tum apney Bhagwan ko insaniyat mein pa jao ge 

 Jaffer Dana

تبصرے

اس بلاگ سے مقبول پوسٹس

Arbaeen a voice of humanity - اربعین انسانیت کی پہچان

Mirza Asadullah Ghalib his own style -کا انداز بیان مرزا اسد اللہ غالب

A Quest for Destruction. - تلاش برای نابودی