Arbaeen Walk - Paidah Royi Arbaeen پیاده روی اربعین
ہم چلیں ساتھ میں سب چلے نجف سے کربلا
Ham chaley sath mein sab chaley Najaf se Karbala
Let's go, we together from Najaf to Karbala
کہتے کہتے سب چلے لبيك كربلاء.
Kehtey kehtey sab chaley Labaik Karbala
They say, everyone, go to Karbala.
یہ کیسا ہے ماجرہ ہر عمر میں ہے ولولہ
Yeh kesa hai mojiza har Umar mein hai walwalah
How is this miracle that every age has this enthusiasm.
بچوں میں ہے ولولہ بوڑھوں میں ہے ولولہ
Bachon mein hai walwalah buron mein hai walwalah
In children, there is enthusiasm, and there is enthusiasm in the elderly as well.
جب تک رہے گا انسان کا وجود قائم رہے گا سلسلہ
Jab tak rahega insa ka wajood qaiyam rahega silsila.
As long as there is human existence, the chain of Karbala events will continue
جب شعور جاگ جائے گا
ہوگا انسان میں ولولہ
Jab shaoor jaag jaye ga har i hoga insaan mein walwalah
When the consciousness will wake up the humanity will be awaken
ہر بیدار انس و جن دانا کہے گا کربلا
Har bedaar ins o jinn Dana kahega Karbala
Every awakened man and jinn will keep saying Karbala
. کربلا کربلا Karbala Karbala
نجف سے پہنچیں گے حیدر کا نشاں کربلا
Najaf se pohochein ge Haider ka nishan Karbala.
From Najaf, we will reach Karbala along with Haider alam
مجھے دریا فرات یا انسانیت کا ولولہ
Moj e dariya furaat ya insaniyat ka walwalah
The tides of Euphrates River or the tide of humanity
بے نقاب کر کے یزید بنایا حسین ایک کربلا
Benaaqab karkey Yazid banaya haseen ek Karbala
By exposing Yazid, Hussain illustriously exhibited beauty of karbala
کربلا برائے دنیا یا دنیا وجود ے کربلا
Karbala baraye duniya ya duniya wajoood e Karbala
Karbala for the world or world existence is for Karbala
ایک چہرہ حیوان یزید دوسرا رو جمال ے مباہلہ
Ek chehra haywaan Yazid dusra rukh e Jamaal mubaahilah e
نانا اور نواسے کا ایک منصوبہ کربلا
Nana aur Nawasey ka ek mansubah (joint venture) Karbala
Karbala, a joint venture of grandfather and grandson.
اغاز ہے شِعب أبي طالب انجام ہے کربلا
Aghas hai Sha-ib Abi-Talib anjaam hai Karbala
The beginning is Shi'ab Abi Talib and the end is Karbala
----------------------------------------------------
https://en.wikishia.net/view/Shi%27b_Abi_Talib
---------------------------------------------------
جاہلیت کے دور کو مٹا کے لکھ دیا کربلا کربلا
Jahiliyyaht ke dor ko Mita ke likh Diya karbala karbala
The era of dark ages was flipped and written with the headlines of Karbala Karbala
کس طرح بچایا دین محمد کو بنا کے ایک قلع
ابی طالب اور علی ابنے ابی طالب نے
Kis tarha bachaya deen e Muhammad ko bana ke ek qila
abi Talib aurAli ibne abi Talib ne
How did Abi Talib and Ali ibne
Abi Talib save Muhammad's religion by building a fort?
اس کو چار دیواری سے سجایا حسین ابن علی نے
وہ
زمیں ہے کربلا جو دور کرے ہر بلا
Usko Chardiwari mein sajaya Husain ibne Ali ne woh zamin hai Karbala jo dur karey har bala
Hussain Ibn Ali decorated it with four walls, that is the land of Karbala which removes every evil
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں