Announcement of Imamate on Ghadeer Day اعلان امامت یوم غدیر
Qabl mot Muhammad ne yeh Umat ko Bata diya
Before his death Muhammad told this to the nation
حق علی ہے علی حق ہے یہ وضاحت کر دیا
Haq Ali hai aur Ali Haq hai yeh wazahat kar diya
Truth is Ali and Ali is truth it has been made clear
بعد حج محمد نے ایک آخری پیغام دیا
Baad Hajj Muhammad ne ek akhiri paigham diya
After Hajj Muhammad gave the last message
منبر اٹھایا گیا ایک اہم خطاب دیا
Mimbar uthaya gaya ek aham khitaab diya
An important message was delivered from the raised pulpit
دست مبارک علی کا بلند اتنا کیا
Dast e Mubarak Ali ka buland itna kiya
Muhammad raised Mubarak hand of Ali so much
فلک سے آواز آئی دینے محمد تو نے مکمل کیا
Falak se awaz ayi Deen e Muhammad tuney mukamal kiya
A voice heralded o Muhammad you have completed religion today
ہر ہوشمند دانا نے ہاتھ علی کے ہاتھ پر رکھ دیا
Har Hoshmand Dana ne hath Ali ke hath par rakh diya
Hearing this, every intelligent sage placed his hand on Ali's hand
یوم غدیر میں نبوت کے ذمہ داری امامت کو دے دیا
Yom Ghadeer mein nabuwat ki zimedari Imamat ko de diya
On the day of Ghadir, the responsibility of prophethood was given to the Imamate
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں