Zulfiqar of Ali - علی کی ذوالفقار
غرض تو یہ ہے کون معجز ہے کون معجز نما ہوتا ہے
Gharz tow yeh hai kon mojiz hai kon mojiznuma hota hai
Therefore, this is who is miraculous and who is like miraculous
علی کا وار تو ہر فن میں رہنما ہوتا ہے
Ali ka war tow har fun mein rahnuma hota hai
Every stroke of Ali is an unique art.
عصا موسی کا شکل ازدها میں حملہ وار ہوتا ہے
Asa Musa ka shakl azdaha mein hamlawar hota hai
Moses's staff in the shape of a python attacks
داؤد کے ہاتھ سے لوہا مومدار ہوتا ہے
Dawud ke hath se loha momdar hota hai
Iron becomes wax in the hands of David
علی کے ہاتھ میں ذوالفقارعطا تلوار ہوتا ہے
Ali ke hath mein zulfiqar ataa talwar hota hai
The sword of Ali in his hand its a gifted Zulfiqar.
خوشنودی اللہ میں یہ حملہ وار ہوتا ہے
Khushnudi Allah mein yeh hamlawar hota hai
In the pleasure of Allah, it is a killer
جو کی روٹی کو توڑنا جس سے دشوار ہوتا ہے
Jo ki roti ko torna jisey dushwar hota hai
To break a barley bread that is difficult for him
میدان جنگ میں یہ سادہ لباس حیدر قرار ہوتا ہے
Maidan e jang mein yeh sadaa libas Haider e Qarrar hota hai
This is the same simple man in the battlefield splendor.
----------------------------------------------------
It would be easier to understand Urdu philosophy in English translation.
----------------------------------------------------
بچ نہ نہ پائے گا کفر حیدر کے یلغار سے
Bach na paye ga kufr Haider ki talwar se
Disbelief will not be able to escape from the invasion of Haider
ڈھونڈ لیتا ہے وہ تجھ کو اپنی ذوالفقار سے
Dundh leta hai woh tujh ko Apni Zulfiqar se
He seeks disbelievers with his sword
علی کے ہاتھ میں ہدایت یافتہ تلوار ہوتی ہے
Ali ke hath mein hidayat yafta talwar hoti hai
Ali holds a guided sword in his hand
اسماں سے اتر کے وہ ذوالفقار ہوتی ہے
Asman se uttar ke woh zulfiqar hoti hai
As it descends from the sky it turns into Zulfikar
----------------------------------------------------
Sufiani trick
سفیانی چال
***************************
Agar urdu mein phalsafa e shayeri na samajh mein Aye tow English ka tarjuma parey
*************************
جب حیران نہ سکا تب وہ لاچار ہوتا ہے.
Jab hara na saka tab woh lachar hota hai
After a series of unsuccessful attempts, he becomes helpless.
سفیان بھی ہار کے با شکل یار ہوتا ہے
Sufiyan bhi har ke ba-shakal e yaar hota hai
After being defeated Sufiyan became Muslim
شامل ہو کے دشمنان کا مددگار ہوتا ہے
Shamil hokey dushman ka madadgar hota hai
By joining Muhammad, he had the opportunity to help his enemies
مسلمان نہ ہوتا نہ بچا اختیار ہوتا ہے
Musalman na hota na bacha akhtiyar hota hai
He had no option left except to accept Islam.
محمد کو چھوڑ کے جو مسلمان ہوتا ہے
Muhammad ko chor ke jo musalman hota hai
One who joins Islam not for Muhammad
دست اول کو چھوڑ کے دست دوم کا یار ہوتا ہے
Dast e awal ko chor ke dast do-am ka yaar hota hai
He becomes a Muslim from the second hand, not through the first-hand.
سارے حسین کو دیکھ کے نام علی ہر بار بار لیتا ہے
Sar e Hussain ko dekh ke naam e Ali h?ar bar leta hai
Seeing Hussain's head, Yazid repeats Ali's name again and again
اسی طرح سے انتقام وہ اپنے جد کا لیتا ہے
Eis tarhan se intiqam woh apney jad ka leta hai
In this way, he takes revenge on his grandfather (Sufiyan)
Kuzagari.blogspot.com
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں