Karbala a Fortress of Kaaba - کربلا کعبہ کا قلعہ
قلب اسلام کعبہ ہے تو روح ہے کربلا
Qalb e Islam Kabah hai tow ruh hai Karbala
If the heart of Islam is the Kabah, then the soul is Karbala
ابتدائے اسلام اگر کعبہ ہے تو انتہا ہے کربلا
ibtida e Islam agar Kabah hai tow intiha Karbala
If the beginning of Islam is the Kaaba, then the end is Karbala
محمد کے جاں فِشانی کو حسین نے دی جلا
Muhammad ki jaan fishani ko Husain ne di jila
Hussain gave shining life to Muhammad's hard work
ٹل گئی تا قیامت کے لیے سفیانی ہر بلا
Tal gayi ta Qiyamat ke liye Sufyani har bala
Sufani destruction has been postponed until doomsday
زمین ریگستان میں جب ایا جوش و ولولہ
Zamin e registan mein jab aya Josh o walwala
When the desert of Karbala invigorated
صوفیانی حکومتوں میں ایا تبدیل کا زلزلہ
Sufyani hukumaton mein aya tabdil ka zalzala
The Sofyani rulers were shaken by the catastrophic change
انتخاب اللہ کا تھا وہ جو ہے زمین کربلا
Intikhab Allah ka tha woh jo hai Karbala
The choice was Allah's which is the land of Karbala
قربانی اسماعیل ٹیلی جو وجہ ہے کربلا
Qurbani e Ismael tali jo wajah hai Karbala
Sacrifice Ismail postponed because of Karbala
محمد نے بتایا تھا حسین کو وہ جو ہے نام کربلا
Muhammad ne bataya tha Husain ko jo hai naam e Karbala
Muhammad had told Hussain the land of sacrifice would be known as Karbala
قربانی حسین پر جو ہوئی وہ ہے زمین کربلا
Qurbani Husain par jo huyi wo hai zamin e Karbala
The action was of Hussain on the land of Karbala
اسیر خانواده محمد ہوا پر جو ہے کربلا
Aseer Khanwade Muhammad huwa par jo hai Karbala
Later Muhammad's family become captive on the land of Karbala
محمد کے جد عبدالمطلب کعبہ کے محافظ
Muhammad ke jad Abdul-Muttalib Kabah ke muhafiz
Abdul-Muttalib, Muhammad's grandfather, guardian of the Kaaba
محمد کے نواسے حسین نے کیا اسلام کو محافظ
Muhammad ke nawasey Husain kiya Islam ko muhafiz
Hussain, Muhammad's grandson, protector of Islam
عبدالمطلب سے بنی حسین تک راہ محافظ
Abdul Muttalib se Husain tak rah e Muhafiz
From, Abdul Muttalib, Hussain created a safe corridor
کعبہ کو کیا عبدالمطلب نے ابراہ سے محافظ
Kabah ko kiya Abdul Muttalib ne Abrah se muhafiz
Abdul Muttalib protected the Kaaba from Abrah
حسین نے کیا اسلام کو بنی امیہ سے محافظ
Husain ne kiya Islam ko bani Ummah se muhafiz
Hussain protected Islam from the Umayyads.
محمد کا تھا انتخاب الہی جو بنا خانوادہ محافظ
Muhammad ka tha intibhab e ILahi jo bana Khanwade muhafiz
Muhammad was the divine choice who became the guardian of the family
اول علی بھی محافظ امام اخر مہدی بھی ہمارے ہیں محافظ
awal Ali bhi muhafiz Imam Akhir bhi hamarey hein muhafiz
The first Imam Ali is also the protector, and the last Imam Mahdi is also the protector
وجہ دنیا جو محمد ہے وہ ہم سب کے ہیں محافظ
The reason for the creation of the world is Muhammad, he is the protector of all of us
Kuzagari.blogspot.com
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں