Narcissus separation فرقت نرجس-
زندگی حقیقت میں ہے ایک حسین فریب
Zindigi haqiqat mein hai ek haseen faraib
Life in an actuality is a beautiful illusion
اس کی الفت حقیقت کو نہیں دیتی ہے زیب
Eiski ulfat haqiqat ko nahi deti hai zaib
It love does not embellish the truth
راہ عارضی میں ہوتے ہیں عروج و نشیب
Rah arzee mein hotey hein urooj o nashaib
There are ups and downs in the temporary path
مادی جسم راہ مستقیم سے ہوتا ہیں بے عیب
Madi jism rah e mustaqeem se hota hai bayaib
The material body becomes flawless through the straight path
امد دیدہ ور سے وہ پا گئی نور نظر
Amad e deedawar se woh pa gayi noor e nazar
She was able to see the light of day
ہزاروں سال کی فرقت کے بعد نرجس کو ایا نظر
Hazaron saal ki furqat ke baad Narjis ko aya nazar
After thousands of years of separation, Narcissus was able to see the difference
فرقت دیدہ ور میں بے نور ہوئی جو تھی منتظر
Furqat e didawar mein benoor huyi jo thi muntazir
She had lost her sight in separation of waiting
ساتھ امیدوں کے کرتی رہی عاشق کا خیر ذکر
Sath omeedon ke karti rahi ashiq ka khair zikir
She used to appreciate Allah's blessings with hope
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں