صابر عباس علمدارPatient Abbas A Flag Bearer--------------
دہشت میں اشکیاں تھے عباس کے زیر سے
Dehshat mein ashkiyan hai Abbas ke zair se
Enemies were in terror from Abbas possible attack.
پوچھو تو وجہ صبر کی علی کے شیر سے
Puhcho tow wajha sabar ki Ali ke Shair se
Ask Ali's lion about the reason for patience.
یہ امتحان بغیر فاتح کی یہ جنگ ہے
Yeh imtihan baghair fatah ki yeh jang hai
This test is a battle without a winner
وعدہ طفلی سے اج یہ دشمن دنگ ہے
Wadah tifli se aaj yeh dushman ki jang hai
The enemy is stunned by Chilhood promise
یہ کچھ بدلی سے حسین کے یہ حکمت کی جنگ ہے
Yeh kuch badli si Husain ke yeh hikmat ki jang hai
This is a stratigic battle of Hussain's wisdom by some turns
زمین پر شیش خوار کے لہو کا رنگ ہے
Zamin par sheeshkhar ke lahu ka rang hai
The ground of Karbala is stained with red blood of Sheshkhar Ali Asghar
یہ درمیاں حق و باطل کی جنگ ہے
Yeh darmiyan haq o batil ki jang hai
This is a battle between right and wrong,
یہ جنگ نہ خیبر نہ بدر نہ غیروں سے جنگ ہے
Yeh jang na khaibar na badar na ghairon se jang hai
This war is neither Khyber nor Badr nor a war with non-Muslims
یہ دانا الہی سے وفا ہونے کی جنگ ہے
Yeh dana iLahi se wafa honey ki jang hai
This is a war of loyalty to the Divine
یہ جنگ کلمہ گو کو بے نقاب کرنے کی جنگ ہے
Yeh jang kalmah go ko benaqaab karney ki jang hai
This war is a war to expose the worshipers
یہ اخری اسلام کی بنیادی جنگ ہے
Yeh akhiri Islam ki buniyadi jang hai
This is the fundamental battle of Islam
جس میں نظر اتا ہے کون حق کے با هم ہے
Jismey nazar Ata hai kon haq ke baham hai
In which one sees who is right
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں