Ascension of Muhammad - محمد کی معراج
محمد معراج پر تھے نور کی پوشاک میں تھے
Muhammad Miraj par thay noor ki poshak mein thay
Muhammad was on the ascension and was clothed with light.
جیسے ادم قبل دنیا غائب پوشاک میں تھے
jesey Adam qalb duniya ghaib poshak mein thay
Just like Adam was without a wordly outfit before departure.
رفتار کے اثرات سے اثر انداز نہ تھے
Raftar ke asaraat se asar andaaz na thay
Speed effects were not significant
رب کی چاہ میں وہ حبیب کے دربار میں تھے
Rab ki chah mein woh Habib ke darbar mein thay
The friend of the Lord appeared in His court
در به در ذاتی طور پہ یہ اموال بازرسی قدمی
Dar bah dar zaati tor pe yeh amwal bazarsi qadami
They personally inspected these properties door to door
نماینده املاک جبریل تھے قدم و قدیمی
numayindah Malak Jibreel thay qadam o qadam
Gabriel was the representative of the property.
شرافیہ کا علاقہ انبیاء کا مسکن دم با دم
Sharaafiya ka ealaqa ayinbaya ka maskan dam ba dam
The prophet houses in the aristocrat area were back to back
آسمانی املاک کی کنجیاں اب دے دی محمد کو دم با دم
Asmani imlaak (property) ki kunjiya ab de di Muhammad ko dam ba dam
The keys of the heavenly possessions are now given to Muhammad
---------------------------------------------------
What is Baraq?
براق کیا ہے
---------------------------------------------------
تخت بلقیس اگر بن جائے سفینہ
Takht Bilqees agar ban jaye safina
If the throne of Bilqis can become a ship
براق ہے ایک بالا توانائی کا سفینہ
Baraq hai bala tawanayi ka safina
Baraq is a high-energy ship
جو ایک لمحے میں پہنچ جائے ساتواں اسمان
Jo ek lamhey mein pohonch jaye satwaan asmaan
It reaches the seventh heaven in a moment
رک گئے جبریل قبل ساتواں اسمان
Ruk jaye Jibreel qabl satwaan asmaan
Jabriel, stop before at seventh sky
كن فيكون میں کتنی ہے دانا جان
Kun fiyakun mein kitni hai Dana jaan
Prudent, man, how much energy is there in Kun Fiyacoon?
اسی طرح پہنچاتے ہیں جبرائیل فرمان
Eisi tarh pohchatein Jibreel farmaan
This is how Gabriel conveys the decree.
---------------------------------------------
Physical body of Muhammad
محمد کا بدن جسمانی
----------------------------------------------
عجیب ہستی ہے یہ خاکی بھی ہے نوری بھی ہے
Ajeeb hasti hai yeh khaki bhi hai noori bhi hai
It is a strange entity. It is also earthly and divinely illuminous
علم ہی شعور دیتا ہے ان کو جو خاکی بھی ہیں نوری بھی ہیں
ILm hi shaoor deta hai unko jo khaki bhi hein noori bhi hein
Only those who have knowledge of wordly and spiritual can understand him.
یہ جلد باز بندہ پروردگار
Yeh jaldbaaz bandah parwardigar
O speedy servant of the Lord
صبر کے ساتھ کرو اس دنیا میں گزار
Sabr ke sath kar eis duniya mein guzaar
Live in this world with patience
اگر بے علم ہے کر لے محمد پر اعتبار
Agar be iLm hai karley Muhammad par etbaar
If you are ignorant, trust Muhammad
لگے گا تبھی دنیا و اخرت میں تیرا بیڑا پار
Lagey ga tabhi duniya o akhirat mein Tera bera (ship) paar
This is the only way that your raft gets across in this world and hereafter
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں