The destiny of Adam and Eve. آدم اور حوا کی تقدیر
اگر آدم کو نا گلتی کا اختیار ہوتا
Agar Adam ko na ghalti ka akhtiyar hota
If Adam didn't have the power to make a mistake
نہ ہی آدم کو غلتی کا اقرار ہوتا
Nahi Adam ko ghalti ka iqrar hota
Nor Adam would had not admitted his mistake
سنگم فانی اور دائمی کا نہ برقرار ہوتا
Sangam fani aur daayimi ka na barqarar hota
.Neither the union of the mortal and the eternal would have been maintained
بدن آرزی کا روح سے نہ رفیق ے قرار ہوتا
badan arzi ka ruh se na rafeeq e qarar hota
Neither soul would have been a friend of the temporary body
نا اعضای حریف ے بدن خبرنگر هوتا
Nor the body parts would be the rival reporter
Na ruh hareef e badan ka akhbar hota
وجہہ نافرمانی سے نہ جنت سے فرار ہوتا
Wajha nafarmani se na jannat se farar hota
He would not have escaped from heaven due to disobedience
نا آدم انسانیت کا علمبردار ہوتا
Na Adam insaniyat ka alambardar hota
Nor Adam would had been initiator of human race
نہ انسان شر اور خیر کا جواہر ہوتا
Na insaan shr aur khair ka jawahar hota
There was no gem of evil and good
نہ چمن کا کسی قسم کا کاروبار ہوتا
Na chaman ka kisi qisim ka karobar hota
There was no market of business of garden.
نہ محمد کو دنیا سے سروکار ہوتا
Na Muhammad ko duniya se sarokar hota
Neither Muhammad would have concern with this world
نظام ے ملکہ میں انسان گمنام ہوتا
Nizam e malaka mein insaan gumnaam hota
Man would be anonymous in the divine world
نا تخلیق ے دنیا کا فرشتوں کو گماں ہوتا
Na takhleeq e duniya ka farishton ko gumaan hota
Angels would be lost without the worries of the world
نہ خزاں ہوتی نہ گلشن ے یار ہوتا
Na khiza hoti na gulshan e bahaar hota
There was neither autumn nor Gulshan's friends.
نہ زمین ہوتی نہ نیلا آسمان ہو ہوتا
na zamin hoti na nila asman hota
There was neither earth nor sky
نہ لیلیٰ کا مجنون کو دیدار ہوتا
Na Laila ka majnoon ko didaar hota
Majnun would not have seen Laila
نہ باغ اور نہ دریا نہ آبشار ہوتا
Na bagh aur na dariya na aabshar hota
There was neither a garden and rivers nor a waterfall
---------------------------
--------------------------------
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں