شکوہ ے کربلا کیا ہوتی ہے What could be protest of Karbala without Hussain
اگر نہ ہوتے حسین توو شکوہ ے کربلا کیا ہوتی ہے
1- Agar na hotey Husain tow shikwa e Karbala kiya hoti hai
If there is a missing character of Hussain, what would be the protest of Karbala?
2- ہر ذرے سے اینل زینب اینل حسین کی صداے ناله بلند ہوتی ہے
Har zarey se ainul Zainab ainul Husain ki sada e naalah buland hoti hai
Where is Zainab where is Hussain, a moaning sound rises from every particle
کہاں ہیں زینب کہاں ہے حسین یہ ندا ے کربوبلا بلند ہوتی ہے
3- Kahan hai Zainab Kahan hai Husain yeh Nida e Karbobala buland hoti hai
Where is Zainab, where is Hussain a loud noise will be heard?
نا تاریخ میں محمد ہوتے نہ زمین پر صبح و شام ہوتی ہے
4- Na tareekh mein Muhammad hotey na zamin par subh o shaam hoti hai
There would have been no Muhammad in history, nor earth could have survived.
ظلم اور تشدد ہوتا اور من اسکی هم نشین ے قیام ہوتی ہے
5-Zulm aur tashdud hota aur mein (Karbala) uski ham nasheen e qayaam hoti hai
There would have been oppression and violence and it would have been established.
شکوا کرے گی کربوبلا اللہ سے اور وہ ہم کلام ہوتی ہے
6-Shikwa kare gi Allah se aur wo ham Kalaam hoti hai
Then Karbala will complain to Allah via conversation
بغیر زینب کے مقصد کربلا ادھوری ہوتی ہے
7-Baghair Zainab ke maqsad e Karbala adhuri hoti hai
Without Zainab the purpose of Karbala is defeated
فلسفہ اے کربلا خود پائے زینب سے اجاگر ہوتی ہے
9- Falsafa e karbala khutba e Zainab se Ujagar hoti hai
The philosophy of O Karbala is highlighted by Zainab herself
بغیر حسین دانا کی دانشوری بھی بے روحی ہوتی ہے
8- Baghair Husain Dana ki Danishwari bhi be-ruhi hoti hai
Without Husain, the intellect of a prudent man is also soulless.
طلب ھل من ناصرین بھی نہیں پوری ہوتی ہے
10- Talab e hal min naseerin bhi nahi puri hoti hai
The request for where is help not completed.
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں