سب کو عطا کرنے والا سب کا رب وہ وہاب ہے. Sab ko Ata karney wala Wahab hai
سب کو عطا کرنے والا سب کا رب وہ وہاب ہے
Sab ko Ata karney wala sab ka Rab woh Wahaab hai
The Giver of all is the Lord of all, known as Wahab also
ننانوے صفات میں سے.یہ ایک اس کی صفات نایاب ہیں
Nananowey sifaat mein se yeh ek uski sifaat nayaab hein
Among his ninety-nine attributes, this is one of the rarest
جھولے سے قبر تک دنیا ایک وقتی خواب ہے
Jhuley se qabr tak duniya ek waqti khowaab hai
From the cradle to the grave the world is a temporary dream
جو حقیقی رحمان ہے وہ اپنی ہر صفات میں لاجواب ہے
Jo haqiqi Rahman hai woh apni har sifaat mein Lajawaab hai
He who is truly Merciful is excellent in all his attributes
اپنے بھائی جواد خان کا دانا بہت شکر گزار ہے
Apney Bhayi Jawad Khan ka Dana bohut shkurguzar hai
Dana is very grateful to his brother Jawad Khan
سچا ہے متقی ہے واحد ایک رب ہو جس کا وہ کامیاب ہے
Sacha hai mutaqi hai wahid ek Rab ho jiska wo kamiyab hai
The true and the pious one who worships one Lord is successful
- Jaffer Dana
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں