ہم کیا جانے یا الہی اگر جانے تو انکا ملا جانے. Ham kiya janey Ya ILahi Agar janey tow inka Mulla janey
لباس اگر عام ہیں صحیح
Libas agar aam hi sahi
بات تو خاص کر سکتے ہو
Baat tow khaas kar saktey ho
کیا ضرورت ہے بڑی دانا کو لباس اے ملا پہنے
Kiya zarurat hai pari Dana ko Libaas e Mulla pahney
کرتہ بڑا بھائی اکبر کا ہو
Kurta Bara Bhayi Akbar ka ho
پجامہ چھوٹا بھائی اصغر کا صحیح
Pajama chohta Bhayi Asghar ka sahi
عقل میں شرور نہیں باندھ کے اس پر رکھا ہے بگڑ
Aql mein shuroor nahi bandh ke uspar rakha hai paggar
زبان ہے لذت سے بھری جب چلے وہ ہوں پتھر
Zaban hai lazzat se bhari jab chaley woh ho pathar
داڑھی تنکوں کی طرح بکھری لگتی ہے
Dhari tinko ki tarha bikhiri lagti hai
چہرے انسان پہ ایک بھیڑیے کی شکل لگتی ہے
Chehrey insaan pe ek bheliye ki shakl lagti hai
ہم کیا جانے یا الہی اگر جانے تو انکا ملا جانے
Ham kiya janey ya ILahi agar janey tow inka Mulla janey
جب شیطان کے پیروکار حق الٰہی سے ہے ٹکراتا
Jab Shaitan ke pairokar haq ILahi se hai takrata
آیات ٤٨ سورہ ٨ میں کہتا ہے شیطان وہ اللہ سے ہے ڈرتا
Ayat 48 surah 8 mein khta hai shaitan wo Allah se hai darta
گواہ بننے سے پہلے وہاں سے وہ الٹے پاؤں ہے نکلتا
Gawah banney se pahley wahan se ultey paon hai nikalta
جو شیطان کو آتا ہے نظر وہ ملا کو نہیں ہے آتا
Jo shaitan ko Ata hai nazar woh mulla ko nahi hai ata
اللہ سے جو وعدہ تھا وہ کرکے ہے نبھاتا
Allah se jo wada tha woh karkey hai nibhata
آدم زاد کا ہوں میں دشمن وہ ملا کو ہے بتاتا
Adam zaat ka huin mein dushman wo mulla ko hai bata
اللہ کا عذاب شدید ہے وہ یہ کہہ کے ہے بھاگتا
Allah ka azaab Shaheed hai woh yeh kehkey hai bhagta
پھر بھی مسلمان دنیا فانی کے پیچھے ہے بھاگتا
Phir bhi musalman duniya fani ke pihchey hai bhagta
-----------------------------------------------
ENGLISH TRANSLATION
----------------------------------------------
If the clothes are normal, then one can talk intelligently
What is the need to have prudent man to wear Mulla dress?
Kurta is of Akbar's the elderg brother
Pajama younger brother Asghar's is okay
Awakening has not been bound in the brain, but a turban has been placed on it.
The tongue is full of taste, when it moves, it is like a stone
The beard looks scattered like straws
The face looks more like a wolf than a human
How should I know O' my Lord if there is any truth only their Mulla knows.
When Satan's follower collides with God's truth
In verses 48 and Surah 8, it says that Satan fears Allah
Before becoming a witness, he turns on his heels
What is visible to Satan is not visible to Mullah
Still the Muslim runs behind the world
He had said that Allah's punishment is severe and run away
Still the Muslim runs after the mortal world
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں