O Carnal Soul - اے نفس امارہ
دنیا میں سیاست کے بغیر کوئی کام نہیں ہے
Duniya mein siyasat ke baghair kaam nahi hai
There is no work in the world without politics.
اے نفس امارہ تجھے ارام نہیں ہے
Ye nafs e Amara tujhey araam nahi hai
O carnal soul, you are never at peace.
ہمیشہ سے زمیں خورشید کے گردش میں ہے ہوتا
Hamesha se zamin khurseed ke gardish mein hai hota
The earth has always revolved around the sun
گرہن پڑتا ہے جب قمر ایک صف میں ہی ہے ہوتا
Gahan parta hai jab Qamar ek saf mein hi hai hota
An eclipse occurs when the Moon is in the same line
پھر بھی ہر سیارہ ایک مدار میں ہے ہوتا
Phir bhi har sayiyara ek madar mein hai hota
Yet each planet is in its orbit
انسان نہ سمجھ پایا نہ ہوش میں ہے ہوتا
Insaan na samajh paya na hosh mein hai hota
Man has neither understood nor in his conscious
دنیا میں سیاست کے بغیر کوئی کام نہیں ہے
Duniya mein siyasat ke baghair kaam nahi hai
There is no work in the world without politics.
اے نفس امارہ تجھے ارام نہیں ہے
Ye nafs e Amara tujhey araam nahi hai
O carnal soul, you are never at peace.
سلام تجھ پر ہو موسی عیسی و محمد کے پیاروں
Salaam tujh par ho Musa, Isa o Muhammad ke piyaron
Peace be upon you, dear ones of Moses, Jesus, and Muhammad
سمجھو ذرا مقصد زمین کا اور آسمان کے ستاروں
Samjho Zara maqsad zamin aur asmaan ke sitaron
Understand the purpose of the earth and the stars of the sky
سلام تجھ پر ہو محمد کے گھر کے دلاروں
Salaam tujh par ho Muhammad ke ghar ke dularon
Peace be upon you, family of Muhammad.
دشت کربلا کے درس سے انسانیت کو سنوارو
Dast Karbala ke dars se insaniyat ko sawaron
Teach mankind the lessons from the desert of Karbala
ان ہستیوں کے سوا دنیا کا کوئی جواز نہیں ہے
Ein hasteeon ke siwa Duniya ka koi jawaaz nahi hai
There is no justification for the world apart from these entities.
خلقت دنیا کا اس راز کے سوا کوئی راز نہیں ہے
Khilqat e duniya ka eis raaz ke siwa koi raaz nahi hai
The creation of the world has no other secret except this secret
تبصرے
ایک تبصرہ شائع کریں